जवाब Jawaab Lyrics in Hindi – Badshah
Jawaab Lyrics in Hindi is a brand new song sung by Badshah. The song lyrics are written by Badshah. The music is given by Badshah, IOF and Hiten. The video song features Badshah and Gayatri Bhardwaj.
Jawaab Song Credits
Song | Jawaab |
Singer | Badshah |
Lyrics | Badshah |
Music | Badshah, IOF, Hiten |
Label | Badshah |
ये मुनासिब होगा हमको थामलो के
हम भी चाँद ढूंढने लगे हैं बादलों में
नाम शामिल हो चूका है अपने पागलों में
मतलबी इस दुनिया से किनारे करलू
नाम तेरे सारी की सारी बहारें करदुं
बस चले तो तेरे हाथ में सितारे रखदूं
शाम का रंग क्यों
तेरे रंग में मिल रहा है
दिल मेरा तेरे संग
बैठ कर क्यों खिल रहा है
है कोई जवाब
ओ मेरे जनाब!
है कोई जवाब
इस बात का है
आपके अपने ही हैं हमको जानिये तो
इस शरम के लहज़े को पहचानिये तो
बात बन जायेगी बात मनिये तो
क्या है कुछ नहीं ये चार दिन की जिंदगानी
तारों के हेर फेर की ये कारिस्तानी
ना कभी भी मिटने वाली लिख दें कहानी
आपकी आँखों में जो लिखा है
मैं वो पढ़ रहा हूँ
बात वो होठों पर कब आएगी
इंतज़ार कर रहा हूँ
है कोई जवाब
ओ मेरे जनाब!
है कोई जवाब
इस बात का है
बुनते रहे
या ना बुने ये खाब
है कोई जवाब
इस बात का है
Written By : Badshah
Jawaab Lyrics in English – Badshah
Ye munasib hoga hamko thaamlo ke
Ham bhi chaand dhoondne lage hain badalon mein
Naam shamil ho chuka hai apna pagalon mein
Matlabi iss duniya se kinaare karlun
Naam tere saari ki saari bahaarein kardun
Bas chale to tere hath mein sitaare rakhdun
Shaam ka rang kyon
Tere rang mein mil raha hai
Dil mera tere sang
Baith kar kyon khil raha hai
Hai koi jawaab
O mere janaab
Hai koi jawaab
Iss baat ka
Aapke apne hi hain hamko jaaniye to
Iss sharam ke lehje ko pehchaniye to
Baat ban jayegi baat maniye to
Kya hai kuch nahi ye char din ki zindagani
Taaron ke heir fer ki ye karistani
Na kabhi bhi mitne wali likh dein kahani
Aapki aankhon mein jo likha hai
main wo padh raha hun
Baat wo hontho par kab aayegi
Intezaar kar raha hun
Hai koi jawaab
O mere janaab
Hai koi jawaab
Iss baat ka
Bunte rahe
Ya na bune ye khaab
Hai koi jawaab
Iss baat ka
Written By : Badshah