एक मुलाक़ात Ek Mulaqaat Lyrics in Hindi – Vishal Mishra & Shreya Ghoshal
Ek Mulaqaat Lyrics in Hindi is a brand new song sung by Vishal Mishra and Shreya Ghoshal. The song lyrics are written by Rashmi Virag and Sameer Anjaan. The music is given by Javed-Mohsin. The video song is featuring Abhishek Malhan and Sakshi Malik.
Ek Mulaqaat Song Lyrics
Song | Ek Mulaqaat |
Singer | Vishal Mishra, Shreya Ghoshal |
Lyrics | Rashmi Virag, Sameer Anjaan |
Music | Javed-Mohsin |
Label | T-Series |
वाक़िफ़ नहीं है तू मुझसे हो सनम
जितना दर्द दोगे रहेगा उतना कम
जाने हुई कैसी ये दूरियाँ
जितना तू तड़पे उतना तड़पे हैं हम
जिंदा रहने के लिए तेरी कसम
जिंदा रहने के लिए तेरी कसम
एक मुलाक़ात ज़रूरी है सनम
एक मुलाक़ात ज़रूरी है सनम
इसे पहले के ये सांसें हो ख़तम
इसे पहले के ये सांसें हो ख़तम
एक मुलाक़ात ज़रूरी है सनम
एक मुलाक़ात ज़रूरी है सनम
रब्बा रब्बा करता है दर्द दर्द मेरा
दुनिया क्यों समझे ना इश्क इश्क मेरा
किसी को कभी ना मिले यारा से जुदाई
मेरा नहीं मेरा नहीं वक़्त वक़्त मेरा
टूटे नहीं टूटे नहीं सब्र सब्र तेरा
मरके भी करुंगा ना तुझसे बेवफ़ाई
वक़्त लगता है ज़रा सी देर होती है
कभी तो सौ जन्म भी कम पड़ जाते हैं
मैं समझती हूँ मगर ये दिल नहीं समझे
लहर से क्यों किनारे मिल ना पाते हैं
जाने हुई कैसे ये दूरियां
जितना तू तड़पे उतना तड़पे हैं हम
इसे पहले के मेरा टूटे भरम
इसे पहले के मेरा टूटे भरम
एक मुलाक़ात ज़रूरी है सनम
एक मुलाक़ात ज़रूरी है सनम
जिंदा रहने के लिए तेरी कसम
जिंदा रहने के लिए तेरी कसम
एक मुलाक़ात ज़रूरी है सनम
एक मुलाक़ात ज़रूरी है सनम
Written By : Rashmi Virag, Sameer Anjaan
Ek Mulaqaat Lyrics in English – Vishal Mishra & Shreya Ghoshal
Waakiff nahi hai tu mujhse ho sanam
Jitna dard do ge rahega utna kam
Jaane huyi kaisi yeh dooriyan
Jitna tu tadpe utna tadpe hai hum
Zinda rehne ke liye teri kasam
Zinda rehne ke liye teri kasam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Isse pehle ke yeh saansein ho khatam
Isse pehle ke yeh saansein ho khatam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Rabba rabba karta hai dard dard mera
Dunia kyun samjhe na ishq ishq mera
Kisiko kabhi na miley yaara se judaayi
Mera nahi mera nahi waqt waqt mera
Toote nahi toote nahi sabr sabr tera
Marke bhi karunga na tujhse bewafayi
Waqt lagta hai zra si der hoti hai
Kabhi toh sau janam bhi kam pad jaate hain
Main samajhti hu magar yeh dil nahi samjhe
Lehar se kyun kinare mil na paate hain
Jaane huyi kaise yeh dooriyaan
Jitna tu tadpe utna tadpe hain hum
Isse pehle ke mera toote bharam
Isse pehle ke mera toote bharam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Zinda rehne ke liye teri kasam
Zinda rehne ke liye teri kasam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Written By : Rashmi Virag, Sameer Anjaan